Respected pol tai,
Sadar Namaskar,main Gwalior Books Fare ke samay Shree Satosh Sawant Ji se mil chuka hu. Mere Saubhagya se mujhe Satguru ke Gwalior Padhare Navratno ka Darshn Labha ke Sath Sanidhya bhi Prapt hua main marathi bol leta hu auri pad leta hu prantu likhane ki Aadat nahi hai. main Jivan ka 50 va warsh Ganesh Chaturthi ko puran karunga.meri yah ichha hai ki jaldi se jaldi is layak ban jau ki Satguru ji ke Darshan Kar saku aur jvm ka madhy-pradesh main Prachar kar sku.main kis tarah se apne aap ko jaldi tayar kar sakata hu?
